Monday, April 20, 2009

गालियां या फैशन ?


3 comments:

  1. good yah bhumandlikaran ka parinam hai.hum apni bhtiya sanskriti se dur hote ja rahe hai isi ka parinam hai hamare sanskaro me kami

    ReplyDelete
  2. mere hisab se ye western culture ki den hai. ab angrezi bhasha me kripya darwaza band kar dijie ko kya bolte hai? 'PLEASE SHUT THE DOOR'jabke isi vakya ka hindi anuvad hoga kripya darwaze ko PATAK de. angrezi bhasha, angrezi sanskriti hamesha se hi aise shabdo ka prayog karti ayi hai jo humari bhasha or sanskriti k anusar bat-tamiji mani jati hai. yahi sidhtant bhasha se pahnave, khanpan se shrisht-achar tak laghu hote hai. aisa nahi hai k humare yaha galiya nahi hoti,hoti thi par samajik star par nahi hoti thi.
    western-nikaran ne aag me ghi ka kam kar dia hai. ye bilkul vaisa hi hai jaise k kisi atankvadi k hath me bandook thama di gayi hai. ab to bus goli chalne k intezar hai...........

    ReplyDelete
  3. hiiiiiiii
    himanshu aap ne likha to sahi hai ki galiya aaj kal bahut di jane lagi hai pr mera mannna hai ki.jis aane wali pediyo ki baat aap ne ki who peediya to bade logo se bhi jayad aur bhadi galiya dete aap ko aur hum ko galiyo mein sunai pad jate hai aur .aur yaha tak ki aab to samaj mein ladkiya bhi galiyo ki bochaaar kerti dikahi de jati hai.
    aane pidi to bigad hi chuki hai aab jaroorat to un ko samjhne aur un pr ankush lagane ki.

    ReplyDelete